Mere Khwabon Me Jo Aaya
Lyrics from Dilwale Dulhaniyan Le Jayenge Movie. This Song is Sung by Lata Mangeshkar. Jatin-Lalit has composed the music and lyrics penned by Anand Bakshi. Song is picturised on Kajol.
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Lyrics in English
(Mere Khwaabon Mein Jo Aaye, Aake Mujhe Chhed Jaaye)-2
Usse Kaho Kabhi Samne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Usse Kaho Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwabon Mein Jo Aaye..
Kaisa Hai Kaun Hai Wo Jaane Kahan Hai
Ho.. Oo.. Kaisa Hai Kaun Hai Woh Jaane Kahan Hai
Jiske Liye Mere Hoton Pe Han Hai
Apna Hai Ya Begaana Hai Wo
Sach Hai Ya Koi Afsaana Hai Wo
Dekhe Ghur-Ghur Ke Yunhi Door- Door Se
Usse Kaho, Meri Neend Na Churaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye, Aake Mujhe Chhed Jaaye
Usse Kaho Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye..
Jadoo Sa Jaise Koi Chalne Laga Hai
Ho.. Oo.., Jadoo Sa Jaise Koi Chalne Laga Hai
Main Kya Karun Dil Machalne Laga Hai
Tera Deewana Kehta Hai Wo
Chhup-Chhup ke Phir Kyon Rahta Hai Wo
Kar Baitha Bhool Wo Le Aaya Phool Wo
Usse Kaho Jaaye Chaand Leke Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Usse Kaho Kabhi Saamne To Aaye.
Khwabon Mein Jo Aaye Lyrics in Hindi
(मेरे खाबों में जो आए
आके मुझे छेड़ जाए) -२
उस्से कहो कभी सामने तो आए
मेरे खाबों में जो आए
आके मुझे छेड़ जाए
उस्से कहो कभी सामने तो आए
मेरे ख़्वाबों में जो आए…
कैसा है, कौन है, वो जाने कहाँ है..
हो ओ, कैसा है, कौन है, वो जाने कहाँ है..
जिसके लिए मेरे होंठों पे हाँ है
अपना है या बेगाना है वो
सच है या कोई अफ़साना है वो
देखे घूर-घूर के यूँ ही दूर-दूर से
उस्से कहो, मेरी नींद ना चुराए
मेरे खाबों में जो आए, आके मुझे छेड़ जाए
उस्से कहो, कभी सामने तो आए
मेरे खाबों में जो आए…ए..
जादू सा जैसे कोई चलने लगा है
हो.. ओ..जादू सा जैसे कोई चलने लगा है
मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है
तेरा दीवाना हूँ, कहता है वो
छुप-छुप के फिर क्यों रहता है वो
कर बैठा भूल वो, ले आया फूल वो
उस्से कहो जाए चाँद लेके आए
मेरे खाबों में जो आए
आके मुझे छेड़ जाए
मेरे खाबों में जो आए
आके मुझे छेड़ जाए
उस्से कहो, कभी सामने तो आए
ला ला ललाला ला ला
ला ला ललाला ला ला
More Songs from DDLJ
3. Tujhe Dekha To Ye Jana Sanam
4. Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna
Please follow this blog.
.
No comments:
Post a Comment